If you appreciate Allama Iqbal Poetry in Urdu, you’re in for a unique experience. I’m presenting it uniquely, unlike any other. Dive into his verses through images, Urdu text poetry of Allama Iqbal, Allama Iqbal two-line poetry, and Allama Iqbal poetry in Urdu Islamic, all conveniently available in one place.
Experience the allure of Urdu Poetry featuring the timeless works of Allama Iqbal, and share this beauty on any social media platform. The Khan Poetry website saves you time and connects you with a vibrant community of poetry enthusiasts. Alongside Best Allama Iqbal Poetry in Urdu for Students, explore various poems, including Mother Poetry, John Elia Poetry in Urdu, and Rain Poetry.
Allama Iqbal poetry in Urdu
Reading Allama Iqbal poetry in Urdu will give you peace as well as interest.
یوں تو ہر شخص بڑے احترام سے ملا
مگر جو بھی ملا اپنے ہی کام سے ملا
Yun to har shakhs bade ehtiraam se mila
Magar jo bhi mila apne hi kaam se mila
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
خودی کو کر بلند اتنا کہ ہر تقدیر سے پہلے
خدا بندے سے خود پوچھے، بتا تیری رضا کیا ہے
Khudi ko kar buland itna ke har taqdeer se pehle
Khuda bande se khud pooche, bata teri raza kya hai
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
ستاروں سے آگے جہاں اور بھی ہیں
ابھی عشق کے امتحان اور بھی ہیں
Sitaron se aage jahan aur bhi hain
Abhi ishq ke imtihan aur bhi hain
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
ہزاروں سال نرگس اپنی بے نوری پہ روتی ہے
بڑی مشکل سے ہوتا ہے چمن میں دیدوار پیدا
Hazaron saal nargis apni benoori pe roti hai
Bari mushkil se hota hai chaman mein deedawar paida
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
خاک ہو جائیں گے ہم تم کو خبر ہونے تک
تم خریدار ہو جاؤ گے ہمیں بیمار ہونے تک
Khak ho jayenge hum tumko khabar hone tak
Tum kharidaar ho jaoge hume beemar hone tak
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
مٹی کی مورت میں ہے خدا کا سایہ
اسلام ہے پاک دین، اس کا پیغام ہے سارا جہان
Mitti ki moorat mein hai khuda ka saaya
Islam hai paak deen, iska pegham hai saara jahan
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
allama iqbal poetry
Allama Iqbal’s poetry often inspires the youth and teaches religion to the world.
تُو شاہین ہے پرواز ہے کام تیرا
تیرے سامنے آسمان اور بھی ہیں
Tu shaheen hai parwaz hai kaam tera
Tere samne aasmaan aur bhi hain
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
مذہب نہیں سکھاتا آپس میں بیر رکھنا
مسلما ہیں ہم، وطن ہے ہندوستان ہمارا
Mazhab nahin sikhata aapas mein bair rakhna hain
muslman hai hum watan hai Hindustan hamara
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
جس کھیت سے دہقان کو میسر نہ ہو روزی
اُس کھیت کے ہر خوشہ گندم کو جلا دو
Jis khait se dehqaan ko muyassar na ho rozi
Us khait ke har khosha-e-gandum ko jalaa do
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
ہنسی آتی ہے مجھے حسرت انسان پراقبال
گناہ کرتا ہے خود،لعنت بھیجتا ہے شیطان پر
Hansi aati hai mujhe hasrat insaan par ٰIqbaal
Gunah karta hai khud, laanat bhejta hai shaitaan par
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
کی محمد سے وفا تو نے تو ہم تیرے ہیں
یہ جہاں چیز ہے کیا لوح وقلم تیرے ہیں
Ki Muhammad se wafa, toh hum tere hain
Yeh jahan cheez hai kya, loh-o-qalam tere hain
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
دل سے جو بات نکلتی ہے اثر رکھتی ہے
پر نہیں طاقت پرواز مگر رکھتی ہے
Dil se jo baat nikalti hai, asar rakhti hai
Par nahin taqat parwaaz magar rakhti hai
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
allama iqbal poetry in urdu for students
خودی کو کر بلند اتنا کہ تقدیر سے پہلے
خدا بندے سے خود پوچھے بتا تیری رضا کیا ہے
Khudi ko kar buland itna ke taqdeer se pehle
Khuda bande se khud pooche, bata teri raza kya hai
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
نہ تو زمین کے لیے ہے، نہ آسماں کے لیے
جہاں تیرے لیے تو نہیں جہاں کیلیے
\Na toh zameen ke liye hai, na aasmaan ke liye
Jahaan tere liye toh nahin, jahaan ke liye
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
دیار عشق میں اپنا مقام پیدا کر
نیا زمانہ،نئی صبح وشام پیدا کر
Diyar-e-ishq mein apna maqam paida kar
Naya zamana, nayi subh-o-shaam paida kar
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
وہ فیصان نظر تھایا، کہ مکتب کی کرامت تھی
سکھائے کس نے اسماعیل کو آداب فرزندی
Woh faislaan nazar thaaya, ke maktab ki karamat thi
Sikhaaye kisne Ismaeel ko aadaab farzi
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
اس قوم کو شمشیر کی حاجت نہیں رہتی اقبالؒ
ہو جس کے جوانوں کی خودی صورت فولاد
Is qoom ko shamsher ki haajat nahin rehti Iqbal
Jo hai ke jawaanon ki khudi soorat-e-fulaad
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
allama iqbal poetry in urdu 2 lines for students
ایک سجدہ جسے توں گراں سمجھتا ہے
ہزار سجدے سے دیتا ہے آدمی کو نجات
Ek sajda jise tuun giraan samajhta hai
Hazaar sajde se deta hai aadmi ko nijaat
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
قوم مزہب سے مزہب جو نہیں تو تم بھی نہیں
جزب باہم جو نہیں محفل انجم بھی نہیں
Qaum mazhab se mazhab jo nahin toh tum bhi nahin
Jazb-e-baham jo nahin, mehfil anjum bhi nahin
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
مسجد تو بنا دی شب بھر میں ایماں کی حرارت والوں نے
من اپنا پرانا پاپی ہے برسون میں نمازی بن نہ سکا
Masjid toh bana di shab bhar mein imaan ki hararat walon ne
Man apna purana paapi hai barsou mein namazi ban na saka
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
تو شاہیں ہے،پرواز ہے کام تیرا
تیرے سامنے آسماں اور بھی ہیں
Tu shaheen hai, parwaz hai kaam tera
Tere samne aasman aur bhi hain
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
عقابی روح جب بیدار ہوتی ہے جوانوں میں
نظرآتی ہے ان کواپنی منزل آسمانوں میں
Aqabi rooh jab be’daar hoti hai jawaanon mein
Nazar aati hai un ko apni manzil aasmaano mein
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
allama iqbal poetry in urdu islamic
کوئی قابل ہو تو ہم شان کئی دیتے ہیں
ڈھونڈنے والوں کو دنیا بھی نئی دیتےہیں
Koi qabil ho toh hum shaan kai dete hain
Dhoondne walon ko duniya bhi nayi dete hain
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
افراد کے ہاتھوں میں ہے اقوام کی تقدیر
ہر فردہے ملت کے مقدر کا ستارہ
Afraad ke haathon mein hai aqwam ki taqdeer
Har fard hai millat ke maqdar ka sitara
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
یوں تو سید بھی ہو،مرزا بھی ہو،افغان بھی ہو
تم سبھی کچھ ھو،بتاؤ مسلمان بھی ہو؟
un toh sayyad bhi ho, Mirza bhi ho, Afghan bhi ho
Tum sabhi kuch ho, batao Musliman bhi ho?
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
عمل سے زندگی بنتی ہے جنت بھی جہنم بھی
یہ خاقی اپنی فطرت میں نہ ناری ہے نا نوری ہے
Amal se zindagi banti hai jannat bhi jahannum bhi
Yeh khaki apni fitrat mein na naari hai na noori hai
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
ایک ہو مسلم حرم کی پاسبانی کے لیے
نیل کے ساحل سے لے کر تابخار کا شغر
Ek ho Musalman Haram ki pasbani ke liye
Neel ke saahil se le kar Taab-o-khaar ka shagr
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
allama iqbal poetry in urdu text
کافر ہو توشمشیر پے کرتا ہے بھروسہ
مومن ہے تو بے تیغ بھی لڑتا ہے سپاہی
aafir ho toh shamsher pe karta hai bharosa
Momin hai toh be teer bhi ladta hai sipahi
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
پرندوں کی دنیا کا درویش ہوں میں
کہ شاہیں بناتا نہیں آشیا نہ
Parindon ki duniya ka darvesh hoon main
Ke shaheen banata nahin aashiyana nah
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
اپنے من میں ڈوب کر پا جا سراغ زندگی
اگر تو میرا نہیں بنتا نہ بن اپنا تو بن جا
Apne mann mein doob kar pa ja suragh zindagi
Agar tu mera nahin banta, toh ban apna tu ban ja
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
تمنادرد دل کی ہو تو کر خدمت فقیروں کی
نہیں ملتا یہ گوہر بادشاہوں کی خزینوں میں
Tamanna dard dil ki ho toh kar khidmat faqiron ki
Nahin milta yeh gohar badshahon ki khazanon mein
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
نہیں نہ امید اپنی کشت ویراں سے
زرا نم تو ہو یہ مٹی بہت زرخیز ہے
Nahin na umeed apni kusht-o-wiraan se
Zara nam toh ho yeh mitti bohot zarkhez hai
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
famous allama iqbal poetry in urdu
سبق پڑھ صداقت کا،عدالت کا،شجاعت کا
لیا جائے گا تجھ سے کام دنیا کی امامت کا
Sabaq parh sadaqat ka, adalat ka, shuja’at ka
Liya jaayega tujhse kaam duniya ki imamat ka
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
پروانے کو چراغ،بلبل کو پھول بس
صدیق کے لے خدا کا رسولؑ بس
Parwaane ko chiraagh, bulbul ko phool bas
Sadiq ke liye Khuda ka rasool bas
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
اس دور کی ظلمت میں ہر قلب پریشاں کو
وہ داغ محبت دے جو چاند کو شرما دے
Is daur ki zulmat mein har qalb pareshaan ko
Woh daagh mohabbat de jo chaand ko sharmadade
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
یہ بندگی خدائی،وہ بندگی گدائی
یہ بندہ خدا بن،یا بندہ زمانہ
Yeh bandagi Khudaai, woh bandagi gadaai
Yeh banda Khuda ban, ya banda zamanah
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
ہیں لوگ وہی جہاں میں اچھے
آتے ہیں جو کام دوسروں کے
Hain log wahi jahan mein achhe
Aate hain jo kaam doosron kay
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
allama iqbal poetry in urdu love
نہیں ہے چیز نکمی کوئی زمانے میں
کوئی برا نہیں قدرت کے کارخانے میں
Nahin hai cheez nakami koi zamane mein
Koi bura nahin qudrat ke karkhane mein
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
تیرے عشق کی انتہا چاہتا ہوں
میری سادگی دیکھ کیا چایتا ہوں
Tere ishq ki inteha chahta hoon
Meri sadgi dekh kya chahta hoon
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
لکھنا نہیں آتا تو میری جان پڑھا کر
ہوجائے گی تیری مشکل آسان پڑھا کر
Likha na aata toh meri jaan parha kar
Ho jayegi teri mushkil aasaan parha kar
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
دل مین خدا کا ہونا لازم ہے اقبال
سجدوں میں پڑا رہنے سے جنت نہیں ملتی
Dil mein Khuda ka hona laazim hai Iqbal
Sajdon mein para rehne se Jannat nahin milti
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
سوداگری نہیں یہی عبادت خدا کی ہے
اے بے خبرجزا کی تمنا بھی چھوڑ دے
Sodagari nahin yehi ibadat Khuda ki hai
Aye bekhbar jaza ki tamanna bhi chhod de
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
سجدوں کے عوض فردوس ملےیہ بات مجھے منظور نہیں
بے لوث عبادت کرتا ہوں بندہ ہوں تیرا مزدور نہیں
Sajdon ke aawaz firdaus mile Yeh baat mujhe manzoor nahi
Be lauti ibadat karta hoon banda hoon tera mazdoor nahi
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
allama iqbal poetry in urdu for pakistan
عجب مزاق اسلام کی تقدیر کے ساتھ
کاٹا حسین کا سر نعرہ تکبیر کے ساتھ
Ajib mazaq Islam ki taqdeer ke saath
Kaata Hussain ka sar, naara Takbir ke saath
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
کون رکھے گا یاد ہمیں اس دور خود غرضی میں
حالات ایسے ہیں کے لوگوں کو خدا یاد نہیں
Kaun rakhega yaad hamein is daur khudgharzi mein
Halaat aise hain ke logon ko Khuda yaad nahin
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
آج اپنی زلت کاسبب یہی ہے شاید
سب کچھ ہے یاد مگر خدا یاد نہیں
Aaj apni zalat ka sabab yehi hai shayad
Sab kuch hai yaad magar Khuda yaad nahin
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
گرتے ہیں سجدوں میں ہم اپنی حسرتوں کی خاطر اقبال
اگر گرتے صرف عشق خدا میں تو کوئی حسرت ادھوری نہیں رہتی
Girte hain sajdon mein hum apni hasraton ki khatir Iqbal
Agar girte sirf ishq-e-Khuda mein toh koi hasrat adhoori nahin rehti
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
یہ کفن، یہ قبر، یہ جنازے رسم شریعت ہے اقبال
مر تو انسان تب ہی جاتا ہے جب یاد کرنے والا کوئی نہ ہو
Yeh kafan, yeh qabr, yeh janaaze rasam shariat hai Iqbal
Mar toh insaan tab hi jaata hai jab yaad karne wala koi nahin hota
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
بات سجدوں کی نہیں خلوص نیت کی ہوتی ہےاقبال
اکثر لوگ خالی ہاتھ لوٹ آتے ہیں ہر نماز کے بعد
Baat sajdon ki nahin khuloos neeyat ki hoti hai Iqbal
Aksar log khaali haath loot aate hain har namaaz ke baad
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
Conclusion:
We hope you love this collection of Allama Iqbal Poetry in Urdu. Thank you for visiting! If you enjoy it, feel free to share it with your friends. Thanks!