Top 50 + Bewafa Poetry in Urdu 2 Lines & Bewafa Shayari

Bewafa Poetry in Urdu: The bewafa shayari is the best poetry for a girlfriend and boyfriend. A two-line SMS is sent to your crush with bewafa poetry images.

Many people resort to the best bewafa poetry in Urdu text to keep their hearts separate from the world and to put out the flame. We have prepared many poems for them, which will bring some comfort. You have chosen the right place if you want bewafa poetry in Urdu 2 lines.

You can copy and download from here. You can also share on WhatsApp, Instagram, Facebook, and Twitter with friends and others, which is entirely free.

bewafa poetry in urdu

bewafa poetry in urdu

اس دنیا میں اجنبی رہنا ہی ٹھیک ہے

 لوگ بہت تکلیف دیتے ہیں اپنا بنا کر

Is duniya mein ajnabi rehna hi theek hai

Log bohat takleef dete hain apna bana kar

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

bewafa poetry in urdu

معافی چاہتا ہوں اج الفاظ نہیں ملے

 درد لکھ دیا ہے محسوس کر لیجئے

Maafi chahta hoon ab alfaz nahi milay

Dard likh diya hai mehsoos kar lejiye

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

best bewafa poetry in urdu

میرے لہجے میں جی حضور نہیں ہوتا 

اس کے علاوہ میرا کوئی قصور نہیں ہوتا

Mere lahje mein ji hazoor nahi hota

Is ke alawa mera koi qasoor nahi hota

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

bewafa poetry pics in urdu

ہر بات پہ کرلیتے ہیں جو اعتبار آپ کا

ہماری محبت کو ہماری بے وقوفی نہ سمجھیں

Har baat pe kar lete hain jo etabar aap ka

Hamari mohabbat ko hamari bewaqoofi na samjhein

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

dost bewafa poetry

یہ جو اہم ہوتے ہیں نہ 

یہ بڑے بے رحم ہوتے ہیں

Yeh jo ahem hote hain na

Yeh bade be raham hote hain

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

bewafa poetry pics in urdu

مجھے احساس ہوتا ہے کہ بڑا نقصان کیا میں نے

 محبت کے لیے ایک غلط شخص کا انتخاب کیا میں نے

Mujhe ehsaas hota hai ke bara nuqsaan kya maine

Mohabbat ke liye ek galat shakhs ka intikhab kiya maine

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

sad bewafa poetry in urdu text

sad bewafa poetry in urdu text

لہجے بدل رہے ہیں الفاظ بدل رہے ہیں

 آہستہ آہستہ ان کے انداز بدل رہے ہیں

Lahje badal rahe hain alfaz badal rahe hain

Aahista aahista un ke andaaz badal rahe hain

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

bewafa poetry

صرف دل کا حقدار بنایا تھا تمہیں

 حد ہو گئی تم نے تو جان بھی لے لی

Sirf dil ka haqdaar banaya tha tumhe

Hadd ho gayi tumne to jaan bhi le li

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

heart touching bewafa poetry

ہم بھی شکستہ دل ہیں تو پریشان تم بھی ہو

 اندر سے ریزہ ریزہ میری جان تم بھی ہو

Hum bhi shikasta dil hain to pareshan tum bhi ho

Andar se reza reza meri jaan tum bhi ho

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

سانسوں کے سلسلے کو نہ دو زندگی کا نام 

جینے کے باوجود بھی کچھ لوگ مر گئے ہیں

Saanson ke silsile ko na do zindagi ka naam

Jeene ke bawajood bhi kuch log mar gaye hain

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

کبھی گھنٹوں تک ہوتی تھی باتیں

 اب عرصے سے اجنبی ہیں ہم

Kabhi ghanton tak hoti thi baatein

Ab arse se ajnabi hain hum

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

تم بھول کر بھی یاد نہیں کرتے ہو کبھی

 ہم تو تمہاری یاد میں سب کچھ بھلا چکے ہیں

Tum bhool kar bhi yaad nahi karte ho kabhi

Hum to tumhari yaad mein sab kuch bhula chuke hain

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

bewafa poetry in urdu 2 lines sms

مجھے وہ یاد ہے سب سے زیادہ

 جسے میں بھول جانا چاہتا ہوں

Mujhe woh yaad hai sab se zyada

Jise main bhool jana chahta hoon

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

کنارہ کرنے والوں سے کنارہ ہو بھی سکتا ہے

 مجازی عشق ہے صاحب دوبارہ ہو بھی سکتا ہے

Kinara karne walon se kinara ho bhi sakta hai

Majazi ishq hai sahib dobara ho bhi sakta hai

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

اس کی خوشبو نہ ملی ہمیں کہیں 

پھول سارے خرید کے دیکھے ہم نے

Is ki khushboo na mili hamein kahin

Phool saare khareed ke dekhe hain hum ne

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

پڑا ہے واسطہ خان محبت کے یزیدوں سے

 یہاں ہم اپنی آنکھ میں بھی پانی رکھ نہیں سکتے

Para hai wasata khan mohabbat ka yazido se

Yahan hum apni aankh mein bhi paani rakh nahi sakte

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

وہ نگاہوں سے بچ کر کہاں جائے گا 

اب تو ان کے محلے میں گھر لے لیا

Woh nigaahon se bach kar kahan jayega

Ab to un ke mohalle mein ghar le liya

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

heart touching bewafa poetry

کچھ لوگ اپنا وقت اچھا گزارنے کی خاطر

 دوسروں کی زندگیاں برباد کر دیتے ہیں

Kuch log apna waqt acha guzarnay ke liye

Dosron ki zindagiyan barbaad kar dete hain

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

ناراضگی رکھنے سے اور کیا ہوتا رہے گا ؟

دوریاں بڑھتی رہیں گی وقت کھوتا رہے گا

Narazgi rakhne se aur kya hota rahega?

Dooriyan badhti rahin gi waqt khota rahega

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

کسی اور کی جگہ باقی نہیں ہے مجھ میں 

ہم تم سے شروع ہو کر تم پہ ہی ختم ہوتے ہیں

Kisi aur ki jagah baqi nahi hai mujh mein

Hum tum se shuru hokar tum pe hi khatam hote hain

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

ہم دونوں اپنے اپنے قبیلے کا ہی مان تھے 

رسموں سے ڈر گئے بغاوت نہ کر سکے

Hum dono apne apne qabeelay ka hi maan thay

Rusmon se dar gaye baghawat nah kar sake

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

اپنے اصول کچھ اس طرح توڑے ہم نے 

غلطیاں نہیں تھی پھر بھی ہاتھ جوڑے ہم نے

Apne asool kuch is tarah tode hum ne

Ghaltiyan nahi thin phir bhi haath jode hum ne

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

وہ ٹوٹنے نہیں دے گا صبر کا سلسلہ

 وہ کن فرمائے گا اور معجزہ ہو جائے گا

Woh tootne nahi dega sabr ka silsila

Woh qain farmaye ga aur mojiza ho jaye ga

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

bewafa poetry

اب کسی سے شکوہ کہاں  جمشید

اب خود ہی سے شکایتیں ہیں بہت

Ab kisi se shikwa kahan Jamshaid?

Ab khud hi se shikayatein hain bohat

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

تعلق توڑ دینے سے کسی کو چھوڑ دینے سے

 رفاقت ڈر نہیں جاتی محبت مر نہیں جاتی

Talaaq torr dene se kisi ko chorr dene se

Rafaqat dar nahi jaati, mohabbat marr nahi jaati

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

بے وجہ نہیں روتا کوئی عشق میں جمی

جسے خود سے بڑھ کر چاہو وہ رلاتا ضرور ہے

Be wajah nahi rota koi ishq mein jami

Jise khud se barh kar chaho woh rulata zaroor hai

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

کیا شخص تھا جس نے قیامت کر دی 

رات بھر جاگنا میری عادت کر دی

Kya shakhs tha jis ne qayamat kar di

Raat bhar jagana meri aadat kar di

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

مت سوچ کے تم نے چھوڑ دیا تو میں ٹوٹ جاؤں گا 

چاہنے والے بہت ہیں جو تیری خاطر چھوڑے تھے

Mat soch ke tum ne chhod diya to main toot jaoon ga

Chahne wale bohat hain jo teri khaatir chhore thay

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

ہر شخص کر رہا ہے ہر شخص کا حساب 

یہاں ہر روز محشر برپا رہتا ہے

Har shakhs kar raha hai, har shakhs ka hisaab

Yahan har roz mahshar bana rehta hai

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

dost bewafa poetry

زندگی کی حقیقت بس اتنی سی ہے

  انسان پل بھر میں ماضی بن جاتا ہے

Zindagi ki haqeeqat bas itni si hai

Insaan pal bhar mein maazi ban jaata hai

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

وہ انسان جو سویا ہی نہیں کئی راتوں سے 

اگر اس کی وجہ تم ہو،تو کیا ظالم نہیں ہو تم؟

Woh insaan jo soya hi nahi kai raaton se

Agar us ki wajah tum ho to kya zaalim nahi ho tum?

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

اک عمر گزار آئے تو محسوس ہوا

 اس طرح تو جینے کا ارادہ ہی نہیں تھا

Ek umr guzare aaye to mehsoos hua

Is tarah to jeene ka iraada hi nahi tha

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

اور رفتہ رفتہ ہو گئی بے معنی 

میری ذات بھی میری بات بھی

Aur rafta rafta ho gayi be maani

Meri zaat bhi meri baat bhi

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

دیکھیے کب تک موت ہو 

 مرتے مرتے ہمیں ایک زمانہ ہوا ہے

Dekhiye kab tak maut ho

Marte marte humein ek zamana ho gaya hai

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

عشق قلندروں کا رقص ہے

 یہ لاڈلوں کے بس کی بات نہیں

Ishq qalandaron ka raqs hai

Yeh laadlon ke bas ki baat nahi

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

bewafa poetry pics in urdu

جو تم نے کبھی کی ہی نہیں

 مجھے وہ محبت اداس رکھتی ہے

Jo tum ne kabhi ki hi nahi

Mujhe woh mohabbat udas rakhti hai

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

اس عنایت پہ قربان جاؤں 

 پیارمانگا تھا غم دے گئے

Is inayat pe qurban jaoon

Pyar manga tha gham de gaye

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

کچھ محبت کا نشہ تھا پہلے ہم کو

 دل جو ٹوٹا نشے سے محبت ہو گئی

Kuch mohabbat ka nasha tha pehle hum ko,

Dil jo toota nasha se mohabbat ho gayi

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

کتنی مصروف ہو گئے ہو نہ تم 

دل دکھانے بھی نہیں آتے

Kitni masroof ho gaye ho na tum,

Dil dikhane bhi nahi aate

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

Conclusion:

I hope you find this post on Bewafa Poetry in Urdu interesting. I am very grateful for your particular time with me. If your friends have love, share it with them and become an equal partner. So thanks full you very much.

Leave a Comment