Best 20 + Khawab Poetry in Urdu, Dream Poetry & خواب شاعری

Are you looking for Khawab Poetry in Urdu or Dream Poetry? So now there is no problem for you. Khan Poetry has brought you the latest and best collection of Khawab Poetry (خواب شاعری), which will touch your heart and make you love to read repeatedly. You will find khawab romantic poetry in Urdu and khawab poetry in Urdu text. We have made it easy so you don’t have difficulty reading and downloading.

khawab poetry in Urdu

khawab poetry

ہے کوئی میرے خواب کی تعبیر بتانے والا

 میں نے دیکھا ہے اپنی لاش پہ روتے خود کو

Hai koi mere khwab ki tabeer batane wala

Maine dekha hai apni laash pe rote khud ko

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

khawab poetry in urdu

ہم نے انکھوں کو جب نچوڑا  تو 

ایک آنسوں اور ہزار خواب گرے

Hum ne aankhon ko jab nichoda to

Ek aansu aur hazar khwab gire

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

khawab poetry in urdu

کبھی جو خواب تھا وہ پا لیا ہے

 مگر جو کھو گئی وہ چیز کیا تھی

Kabhi jo khwab tha woh paa liya hai

Magar jo kho gayi woh cheez kya thi

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

khawab poetry in urdu text

بڑی مشکل سے خود کو سلایا ہے میں نے

 اپنی انکھوں کو تیرے خواب کا لالچ دے کر

Bari mushkil se khud ko sulaya hai maine

Apni aankhon ko tere khwab ka lalach de kar

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

khawab poetry in urdu text

dream poetry in urdu text

ہائے وہ لوگ گئے چاند سے ملنے اور پھر 

اپنے ہی ٹوٹے ہوئے خواب اٹھا کر لے آئے

Haye woh log gaye chaand se milne aur phir

Apne hi toote hue khwab utha kar le aaye

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

khawab romantic urdu poetry

خواب کی طرح بکھر جانے کو جی چاہتا ہے

 ایسی تنہائی کہ مر جانے کو جی چاہتا ہے

Khwab ki tarah bikhar jane ko jee chahta hai

Aisi tanhai ke mar jane ko jee chahta hai

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

ڈوب جاؤں تو کوئی موت نشان تک نہ بتائے

 ایسی ندی میں اتر جانے کو  جی چاہتا ہے

Doob jaoon to koi maut nishan tak na bataye

Aisi nadi mein utar jane ko jee chahta hai

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

دیکھ لینا خواب میں آئیں گے ہم

 لاکھ کر لو انتظام اچھی طرح

Dekh lena khwab mein aayenge hum

Lakh kar lo intezaam achi tarah

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

mera khawab poetry in urdu

mera khawab poetry in urdu

تیرے لیے تو خواب تھا آیا گزر گیا 

آ دیکھ میری ذات کیسے بکھر گئی

Tere liye to khwab tha aaya guzargaya

Aa dekh meri zaat kaise bikhar gayi

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

آنکھیں کھلی تو جاگ اٹھی حسرتیں تمام

 اس کو بھی کھو دیا جسے پایا تھا خواب میں

Aankhein khuli to jaag uthi hasratein tamam

Usko bhi kho diya jise paaya tha khwab mein

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

خواب کیسا عجیب دیکھا ہے 

اس کو دل کے قریب دیکھا ہے

Khwab kaisa ajeeb dekha hai

Usko dil ke qareeb dekha hai

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

تیرا دیدار چاہتی ہیں فقط ضعیف

 خوابوں کی خدمت گزار آنکھیں

Tera deedaar chahti hain faqat zaeef

Khwabon ki khidmat guzar aankhein

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

khawab romantic urdu poetry

کچل کے پھینک دو 

آنکھوں میں خواب جو جتنے ہیں

Kuchal ke phenk do

Aankhon mein khwab jo jitne hain

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

خواب سا تھا ساتھ تمہارا

 خواب بن کے رہ گیا آخر

Khwab sa tha saath tumhara

Khwab ban ke reh gaya aakhir

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

وہ میرے بخت کی تحریر کیوں نہیں بنتا

 وہ میرا خواب ہے تعبیر کیوں نہیں بنتا

Woh mere bakht ki taqdeer kyun nahi banta

Woh mera khwab hai tabeer kyun nahi banta

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

خوابوں کے ٹوٹنے سے مکمل ٹوٹنے تک 

وہ دکھ بتا کہ جو ہم نے سہا نہ ہو

Khwabon ke tootne se mukammal tootne tak

Woh dukh bata ke jo hum ne saha na ho

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

dream poetry in urdu text

ہماری سوچ پہ کوئی نہ ہو سکا ہادی کہ

 ہم نے صرف بتمھارےہی خواب دیکھے ہیں

Hamari soch pe koi na ho saka haadi ke

Hum ne sirf tumhare hi khwab dekhe hain

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

تجھ سے تعبیر تو نہیں مانگی مگر یاد تو کر 

تو نے  ان آنکھوں کو خواب دکھایا تھا

Tujh se tabeer to nahi maangi magar yaad to kar

Tu ne in aankhon ko khwab dikhaya tha

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

نہ کوئی خواب ہمارے ہیں نہ تعبیریں ہیں

 ہم تو پانی پہ بنائی ہوئی تصویریں ہیں

Na koi khwab hamare hain na tabeerein hain

Hum to paani pe banai hui tasveeren hain

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

وہ رات کو خواب میں روتا ملا تو یاد آیا 

میں چاہتا بھی یہی تھا مگر خدا نہ کرے

Woh raat ko khwab mein rota mila to yaad aaya

Main chahta bhi yahi tha magar Khuda na kare

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

Conclusion:

I hope you find this Khawab Poetry in Urdu post interesting. I am very grateful for your time with me. If your Khawab Poetry is filled with love, you can share it on family and social media platforms. So thank you very much.

Leave a Comment