A Munafiq usually means to outwardly befriend someone but hold a grudge against them behind their back and try to harm them. If you also want to find the Best Munafiq Poetry in Urdu, then you are at the right place. If you are still looking for two lines of munafiq poetry, text, sms, and tanziya munafiq poetry in Urdu, it’s no problem. In our post, you will see very cute and surprising poets. Here, you can read and copy and paste Munafiq Quotes, Munafiq relatives, Munafiq friends, and Munafiq images. You can read poetry by hypocritical people, which is entirely free.
munafiq poetry in urdu 2 lines
منافق رشتے سے آوارہ کتا بہتر ہے
جو منۃ پر بھونکتا ہے پیٹھ پیچھے نہیں
Munafiq rishte se aawarah kutta behtar hai,
Jo munh par bhonkta hai, peeth peeche nahi
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
منافق جب کسی کو گرانا چاہتا ہے
تو اسے دھکا نہیں سہارا دیتا ہے
Munafiq jab kisi ko giraana chahta hai
To use dhoka nahi, sahara deta hai
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
منافقت منہ کی بدبو کی طرح ہے اپنی کا
پتہ ہی نہیں چلتا صرف دوسروں کی بری لگتی ہے
Munafiqat munh ki badboo ki tarah hai apni
Pata hi nahi chalta, sirf doosron ki buri lagti hai
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
مجھے کوئی پرواہ نہیں دشمنوں کی مجھے بس نفرت ہے
ان لوگوں سے جودوستی کے لباس میں منافق ہوں
Mujhe koi parwah nahi, dushmanon ki, mujhe bas nafrat hai,
Un logon se judoosti ke libaas mein munafiq hoon
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
اچھے کپڑے،اچھا کھانا،مہنگی جوتی،اچھا گھر
کالے دل گھٹیا سوچ، سستے منافق لوگ
Achhe kapde, achha khana, mehngi jooti, achha ghar
Kale dil, ghatiya soch, sastey munafiq log
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
ہم نےاخلاص کے شیشے میں لہو پیش کیا
پھر بھی جو لوگ منافق تھے منافق ہی نکلے
Hum ne ikhlaas ke shishe mein lahoo pesh kiya
Phir bhi jo log munafiq thay, munafiq hi nikle
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
munafiq poetry in urdu text
Hypocrisy is a facade that hides one’s true colors, breaking trust and sincerity in relationships.
منافقت سے بہتر ہے تم کافر مرجاؤ کیونکہ
جہنم میں کا فر کا درجہ منافق سے بہتر ہے
Munafiqat se behtar hai tum kafir marjao kyunke
Jahannam mein kaafir ka darja munafiq se behtar hai
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
زندگی سے بڑہ کر اپنے اصول عزیز رکھتا ہوں
میری تربیت میں نہیں کسی منافق کا احترام کرنا
Zindagi se barh kar apne asool azeez rakhta hoon
Meri tarbiyat mein nahi kisi munafiq ka ehtram karna
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
سچے لوگوں کو غصہ جلدی آتا ہے
منافق لوگ منہ پے مسکراہٹ دل میں غصہ رکھتے ہیں
Sachay logon ko ghusa jaldi aata hai
Munafiq log munh pe muskurahat, dil mein ghusa rakhte hain
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
تری رسوائے کے ڈر سے لبوں کو سی لیا ہے
ورنہ ترے شہر منافق کی میں بنیادیں ہلا دوں
Teri ruswayi ke dar se labon ko si liya hai
Warna tere sheher munafiq ki mein bunyadein hila doon
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
منافق لوگ خوشیوں میں سب سے آگے
اور مصیبت میں سب سے پیچھے ہوتے ہیں
Munafiq log khushiyon mein sab se aage
Aur museebat mein sab se peechay hote hain
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
munafiq poetry in urdu sms
You can read Munafiq’s poetry in Urdu sms. A Munafiq extends a friendly hand while concealing hatred in their heart. Their two-faced nature hides behind a mask of pretended kindness.
میں تو سمجھا دو چار ہی ہونگے۔۔۔۔
تیرے شہر کا ہر شخص منافق نکلا
Main toh samjha do char hi honge….!
Tere sheher ka har shakhs munafiq nikla
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
اندھا دھند اور بلا وجہ کی امید یں لگا لینے
والے انسان کو ہر بندہ منافق ہی لگتا ہے
Andha dhund aur be-wajah ki umeedein laga lenay
wale insaan ko har banda munafiq hi lagta hai
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
زندگی میں بہت کچھ سیکھا ہے
لوگوں کی طرح منافقت نہیں سیکھ پایا
Zindagi mein bohat kuch seekha hai
Logon ki tarah munafiqat nahi seekh paya
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
منافق لوگوں سے سنبھل کر رہیں یہ پہلے رو رو کر
آپ سے دکھ پوچھیں گے پھر ہنس ہنس کر لوگوں کو بتائیں گے
Munafiq logon se sanbhal kar rahain, yeh pehle ro ro kar
Aap se dukh poochhenge, phir hans hans kar logon ko batain ge
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
زندگی منافقت زدہ ٹھوکروں میں سب سے قیمتی دھکا
وہ ہوتا ہے جس سے آپ گرتے ہیں اور اٹھنا سیکھتے ہیں
Zindagi munafiqat zada thokron mein sab se qeemti dhaaka
Woh hota hai jisse aap girte hain aur uthna seekhte hain
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
tanziya munafiq poetry in urdu
منافق اور بدمیز کا اگر فرق کیا جائے تو
بدمیز اتنا خطرناک نہیں ہوتا جتنا منافق ہوتاہے
Munafiq aur badmeez ka agar farq kiya jaye toh
Badmeez itna khatarnak nahi hota jitna munafiq hota hai
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
سو دوستوں سے وہ ایک دشمن اچھا ہے
جو دل میں نفرت تو رکھتا ہے پر منافقت نہیں
So doston se woh ek dushman achha hai
Jo dil mein nafrat toh rakhta hai, par munafiqat nahi
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
زندگی بہت ہی خوبصورت ہوتی ہے شرت یہ ہے کہ
ساتھ چلنے ولا دوست منافق نہ نکلے تو
Zindagi bohat hi khoobsurat hoti hai, shart yeh hai ki
Sath chalne wala dost munafiq na nikle toh
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
رشتوں میں ادا کاریاں اور دل میں منافقت
نہ جانے لوگ خدا ایسے کیوں ناراض کر لیتے ہیں
Rishton mein adakariyan aur dil mein munafiqat
Na jane log Khuda aise kyun naraz kar lete hain
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
سوچتے کچھ ہو،بولتے کچھ ہو،اور کرتے کچھ ہو
یہ بتاؤ منافق تو نہیں ہو
Sochte kuch ho, bolte kuch ho aur karte kuch ho
Yeh batao munafiq toh nahi ho
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
آج کل کے دور میں منافقت کو خوبی کا درجہ دیتے ہیں لوگ
ورنہ ایک دور تھا منافق کو منہ نہیں لگاتے تھے لوگ
Aaj kal ke dour mein munafiqat ko khubi ka darja dete hain log
Warna ek dour tha munafiq ko muh nahi lagate thay log
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
rishtedar tanziya munafiq poetry in urdu
Hypocritical relatives greet you with smiles, but behind your back, they fire arrows of venom. This Poetry is related to rishtedar tanziya munafiq poetry in Urdu.
منافقت کا نصاب پڑہ کر محبتوں کی کتاب لکھنا
بہت کٹھن ہے خزاں کے ماتھے پر داستاں گلاب لکھنا
Munafiqat ka nisab parh kar mohabbaton ki kitaab likhna
Bohat kathin hai khizaan ke mathe par dastaan gulab likhna
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
انسان جب منافقت کی سیڑھیاں چڑنا شروع کرتا ہے
تو اسے جھوٹ بولنے کی عادت لگ جاتی ہے
Insaan jab munafiqat ki seerhiyan charna shuru karta hai
Toh use jhooth bolne ki aadat lag jati hai
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
ہو سکتا ہے دنیا میں منافق بازی لے جائیں
لیکن آخرت سچے لوگوں کی کامیابی کا دن ہے
Ho sakta hai duniya mein munafiq bazi lay jayein
Lekin aakhirat sache logon ki kamyabi ka din hai
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
ہر اک طبیعت کے موافق نہیں ہوں میں
کڑوا ضرور ہو مگر منافق نہیں ہوں میں
Har ek tabiyat ke muwafiq nahi hoon main
Karwa zaroor ho magar munafiq nahi hoon main
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
زندگی بہت خوبصورت گزرتی ہے
اگر ساتھ دینے والا منافق نہ ہو
Zindagi bohat khoobsurat guzarti hai
Agar sath dene wala munafiq na ho
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
matlabi munafiq poetry in urdu
جس انسان کے سا تھ وفاد اری نہ ہو
ان کے ساتھ دوستی کرنا خود کو زلیل کرنا ہے
Jis insaan ke saath wafadari na ho
Unke saath dosti karna khud ko zaleel karna hai
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
ہم نے سنا تھا دوست وفا کرتے ہیں
جب ہم نے کیا بھروسہ تو روایات ہی بدل گئی
Humne suna tha dost wafa karte hain
Jab humne kiya bharosa toh rivaayat hi badal gayi
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
منافق شخص ہر بھیڑیے کے ساتھ مل کرشکار کرتا ہے
اور پھر ہر چرواہا کے ساتھ بیٹھ کر آنسوں بھی بہاتا ہے
Munafiq shakhs har bheriye ke saath milkar shikaar karta hai
Aur phir har churayya ke saath baith kar aansu bhi bahata hai
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
منافق کی ہمدردی دشمن کی تلوار
سے زیادہ خطر ناک ہوتی ہے
Munafiq ki hamdardi dushman ki talwar
se zyada khatarnak hoti hai
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
اس دنیا میں سب سے بد بودار اور منافق شخص وہ ہے
جو آپ سے فائدے بھی اٹھائے اور مخالفت بھی کرے
Is duniya mein sab se badbudar aur munafiq shakhs woh hai
Jo aap se faiday bhi uthaye aur mukhalifat bhi kare
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
munafiq dost poetry in urdu
خود کو مومن میں شمار کرتے ہیں وہ
منافقوں میں اعلا مقام ہے جن کا
Khud ko mumin mein shumar karte hain woh
Munafiqon mein aala maqam hai jin ka
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
ایک چہرے پے سوسو نقاب رکھتے ہو
تم بھی منافقت میں اعلا مقام رکھتے ہو
Ek chehre pe so-so naqab rakhte ho
Tum bhi munafiqat mein aala maqam rakhte ho
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
پہچان ایسے ہی نہیں بن جاتی جناب
دنیا میں ہزاروں مخالف پیدا کرنے پڑتے ہیں
Pehchan aise hi nahi ban jati janaab
Duniya mein hazaron mukhalif paida karna padte hain
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
منافقت سے جب تھک جاؤ تو ہمارا سامنا کرنا
ہمارا دل بھی بڑا ہے اور ہماری پہچان بھی
Munafiqat se jab thak jao toh humara samna karna
Humara dil bhi bara hai aur hamari pehchan bhi
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
Conclusion:
I hope you find this Munafiq Poetry in Urdu post adorable. I am very grateful for your time with me. If you like this post, please share it with your friends and others. Thank you very much.