Are you looking for Status Poetry in Urdu? So now you can read all the best and latest status poetry of the world here; you can also copy, paste, and download. You can also post this poetry as a status on WhatsApp, Facebook, and Instagram, which is available for free. Here, you will get the best WhatsApp status poetry in Urdu with text Islamic status poetry or sad status poetry in Urdu.
status poetry in urdu
کون خریدے گا کہ رخسار سے تیری آنکھ کا پانی
وہ جو درد کا تاجر تھا محبت چھوڑ دی اس نے
Kaun khareedega ke rukhsar se teri aankh ka paani
Woh jo dard ka taajir tha, mohabbat chor di us ne
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
اسے سفر میں دھوکہ تو ہم بھی دے سکتے تھے
مگر رگوں میں دوڑتی وفا سے بغاوت نہیں ہوتی
Usay safar mein dhoka to hum bhi de sakte thay
Magar ragoon mein daurti wafa se baghawat nahi hoti
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
یہ وہ جوانی نہیں ہے جس کے خواب
ہم نے بچپن میں دیکھ رکھے تھے
Yeh woh jawani nahi hai jiske khawab
Hum ne bachpan mein dekh rakhe thay
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
میں تو سچ مچ ہی محبت پہ اتر آیا تھا
آپ نے کتنی سہولت سے ادا کری
Main to sach much hi mohabbat pe utar aaya tha
Aap ne kitni sahoolat se ada kari
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
بس یوں ہی اختلافات میں گزر گئی عمر
زندگی نے کہا بسر کر میں نے کہا یوں نہیں
Bas yun hi ikhtilafaat mein guzar gayi umr
Zindagi ne kaha basar kar, maine kaha yun nahi
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
whatsapp status poetry in urdu text
ورنہ کیا کچھ نہ میسر تھا تیرے بعد مجھے
میں نے دیکھی ہی نہیں آنکھ اٹھا کر دنیا
Warna kya kuch na mayassar tha tere baad mujhe
Maine dekhi hi nahi aankh utha kar duniya
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
تجھ سے بانٹ کے ہر دکھ ادھا ہو جاتا تھا
اب کے گفتگو کے وہ سلسلے بھی گئے
Tujh sey baant ke har dukh aadha ho jata tha
Ab ke guftagu ke woh silsile bhi gaye
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
راہ تکتے ہوئے جب تھک گئی آنکھیں میری
پھر تجھے ڈھونڈنے میری آنکھ سے آنسو نکل آئے
Raah takte hue jab thak gayi aankhein meri
Phir tujhe dhoondne meri aankh se aansoo nikal aaye
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
تم کو جہان شوق و تمنا میں کیا ملا
ہم بھی ملے تو درہم و برہم ملے تمہیں
Tum ko jahan-e-shauq o tamanna mein kya mila
Hum bhi mile to darham o barham mile tumhein
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
sad status poetry in urdu
کوئی تو رات ہو ایسی اداس راتوں میں
چاند پورا ہو پھول مہکے ہوں اور تم آؤ
Koi to raat ho aisi udaas raaton mein
Chaand poora ho, phool mehke hon aur tum aao
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
ایسا بھی کیا فریب کہ ان بن کے باوجود
اس نے کہا کہ دیکھ مجھے دیکھنا پڑا
Aisa bhi kya fareb ke anban ke bawajood
Us ne kaha ke dekh, mujhe dekhna pada
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
تم حقیقت نہیں حسرت ہو
جو ملے خواب میں وہ دولت ہو
Tum haqeeqat nahi hasrat ho
Jo mile khawab mein woh daulat ho
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
غیر کی سازشیں رائیگاں نہ گئیں
اک شخص ہم سے نگاہیں بدل گیا
Ghair ki sazishain raigan na gayeen
Ek shakhs hum se nigahein badal gaya
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
status poetry in urdu 2 lines
وہ تیری آنکھ ہو یا سنگ ملاقات کی چھبن
کون پہنچا ہے میرے زخم کی گہرائی تک
Woh teri aankh ho ya sang-e-mulaqat ki chubhan
Kaun pohancha hai mere zakhm ki gehraai tak
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
اب کون ہرا سکتا ہے مجھے
تو میرے دل کا اخری ڈر تھا
Ab kaun hara sakta hai mujhe
Tu mere dil ka aakhri darr tha
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
جان کس کو عزیز نہیں ہوتی
اور جان بھی جان تم جیسی
Jaan kis ko azeez nahi hoti
Aur jaan bhi jaan tum jaisi
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
جب چاہا بلا لیا جب چاہا بھلا دیا
غیروں کی پرواہ کی میرا تماشہ بنا دیا
Jab chaha bula liya, jab chaha bhula diya
Ghairon ki parwaah ki, mera tamasha bana diya
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
میں ایک عمر اسی دشت ارزو میں رہا
کسی نے مجھ سے کہا تھا ٹھر میں آتا ہوں
Main ek umr isi dasht-e-arzu mein raha
Kisi ne mujh se kaha tha theher, main aata hoon
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
status poetry in urdu text
اے مثل کمرو آفتاب شخص تیری
جدائی نے ہمیں لفظوں کا کھیل سکھا دیا
Aye misal-e-kamro-aftaab shakhs teri
Judaai ne humein lafzon ka khel sikha diya
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
محبت اور موت دونوں کی پسند بھی عجیب ہے
ایک کو دل چاہیے تودوسرے کو دھڑکن
Mohabbat aur maut dono ki pasand bhi ajeeb hai
Ek ko dil chahiye to doosre ko dhadkan
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
دل کھول کر آج ہم خوب روئے
لے ڈوبی آج ہمیں تھکاوٹ کی صبر
Dil khol kar aaj hum khoob roye
Le doobi aaj humein thakaawat ki sabr
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
دل ہی مر گیا ورنہ ہم سے بھی
بہت رونکیں ہوا کرتی تھیں
Dil hi mar gaya warna hum se bhi
Bahut raunakain hua karti thin
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
islamic status poetry in urdu
یادیں بڑی ظالم ہوتی ہیں
ہمیشہ غلط وقت پر غلط جگہ آتی ہیں
Yaadein bari zaalim hoti hain
Hamesha ghalat waqt par ghalat jagah aati hain
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
کبھی کبھی ہمیں لمحوں کی قدر کا اندازہ نہیں ہوتا
جب تک کہ وہ ہمارے لیے یادیں نہ بن جائیں
Kabhi kabhi humein lamhon ki qadr ka andaza nahi hota
Jab tak ke woh humare liye yaadein na ban jaayein
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
Conclusion:
I hope you find this Status Poetry in Urdu post interesting. I am very grateful for your time with me. If your Status Poetry is filled with love, you can share it with family and friends. So thank you very much.