Teacher Poetry in Urdu, best Teacher Day Poetry in Urdu, and for teachers poetry in Urdu, Teacher Day Quotes, Wishes, and many ways to express your feelings. This content is designed to help you express your gratitude and appreciation for teachers through the beauty of Urdu poetry and the wisdom of quotes. There are poems written in praise of teachers. We present the best teacher poetry in Urdu for students about their personalities, respect, tributes, farewells, and birthdays, including emotional, funny, and other aspects—available in HD images, teacher poetry in Urdu text, and two lines of teacher poetry.
teacher poetry in urdu
استاد کی عزمت کو ترازو میں نہ تولو
استاد تو ہر دور میں انمول رہا ہے
Ustaad ki azmat ko tarazu mein na tolo
Ustaad to har doar mein anmol raha hai
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
دیکھا نہ کوہ کن کوئی فرہاد کے بغیر
آتا نہیں ہے کوئی فن استاد کے بغیر
Dekha na koh-kann koi Farhad ke baghair
Aata nahi hai koi fun ustaad ke baghair
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
شاگرد ہیں ہم میر سے استاد کے راسخ
استادوں کا استاد ہے استاد ہمارا
Shagird hain hum meer se ustaad ke rasikh
Ustaadon ka ustaad hai ustad humara
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
رہبر بھی یہ ہمدم بھی یہ غم خوار ہمارے
استاد یہ قوموں کے ہیں معمار ہمارے
Rehbar bhi ye hamdam bhi ye gham-khwar hamare
Ustaad ye qoumon ke hain mua’mar hamare
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
یہ غم کھاتا چلا جاتا ہے مجھ کو
مجھے اس خوف سے فرصت نہیں ہے
کہیں برکت نہ اٹھ جائے وہاں سے
جہاں استاد کی عزت نہیں ہوتی
Ye gham khata chala jata hai mujh ko
Mujhe is khauf se fursat nahi hai
Kehein barkat na uth jaye wahan se
Jahan ustaad ki azmat nahi hoti
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
teacher poetry in urdu two lines
سنگ بے قیمت تراشا اور جوہر کردیا
شمع علم و آگہی سے دل منور کردیا
Sang be qeemat tarasha aur johar kardia
Shama ilm-o-agahi se dil munawwar kardia
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
جن کے کردار سے آتی ہو صداقت کی مہک
ان کی تدریس سے پتھر بھی پگھل جاتے ہیں
Jin ke kirdar se aati hai sadaqat ki mehak
Un ki tadrees se patthar bhi pighal jate hain
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
زندگی نام ہے کانٹوں کے سفر کالیکن
راہ میں پھول بچھاتے ہیں ہمارے استاد
Zindagi naam hai kaanton ke safar kaalikan
Raah mein phool bichate hain hamare ustaad
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
سب کو تہذیب وتمدن کا سبق دیتے ہیں
ہم کو انسان بناتے ہیں ہمارے استاد
Sab ko tehzeeb o tamadun ka sabaq dete hain
Hum ko insaan banate hain hamare ustaad
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
کس طرح امانت نہ رہوں غم سے میں دلگیر
آنکھوں میں پھرا کرتی ہیں استاد کی تصویر
Kaise amanat na rahoon gham se main dilgeer
Aankhon mein phirakar hai ustaad ki tasveer
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
best teacher poetry in urdu
اب مجھے مانیں یا نہ مانیں دوست
مانتے ہیں سب میرے استاد کو
Ab mujhe maane ya na maane dost
Maante hain sab mere ustad ko
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
استاد کے احسان کا کر شکر صاحب
آج کی اہل سخن نے تیری تعریف بڑی بات ہے
Ustaad ke ehsan ka kar shukr sahib
Aaj ki ahl-e-sukhan ne teri tareef badi baat hai
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
اپنے استاد کی عزت کرو کیونکہ اسی کی
بدولت تم عبادت پڑہنے کے لائق ہو
Apne ustaad ki izzat karo kyun ke is ki
Bunyad par tum ‘ibadat’ parhne ke laiq ho
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
استاد بادشاہ تو نہیں ہوتا
لیکن بادشاہ بنا دیتا ہے
Ustaad badshah to nahi hota
Lekin badshah bana deta hai
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
ہمیں جس سبق کو پڑہنے ضرورت
سب سے زیادہ ہے وہ انسانیت کا ہے
Hamein jis sabaq ko parhne zaroorat
Sab se zyada hai woh insaniyat ka hai
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
happy birthday teacher poetry in urdu
اچھا استاد جانتا ہے کہ اپنے طالب علم
کے اندر سے بہترین کیسے نکالنا ہے
Acha ustaad janta hai ke apne talib ilm
Ke andar se behtareen kaise nikalna hai
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
جن کے قردار سے آتی ہے صداقت کی مہک
ان کی تدریس سے پتھر بھی پگھل جاتے ہیں
Jin ke qirdar se aati hai sadaqat ki mehak
Un ki tadrees se patthar bhi pighal jate hain
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
ہماری درسگاہ میں یہ جو استاد ہوتے ہیں
حقیقت میں یہی قوم کی بنیاد ہوتے ہیں
Hamari darsgah mein ye jo ustaad hote hain
Haqeeqat mein yahi qoum ki bunyad hote hain
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
جو کرتے ہیں ادب استاد کا پاتے ہیں وہ رفعت
جو ان کے بے ادب ہوتے ہیں وہ بربات ہوتے ہیں
Jo karte hain adab ustaad ka paate hain woh ref’at
Jo un ke be adab hote hain woh barbaat hote hain
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
رہبر بھی یہ ہمدم بھی یہ غم خوار ہمارے
استاد یہ قوموں کے ہیں معمار ہمارے
Rehbar bhi ye hamdam bhi ye gham-khwar hamare
Ustaad ye qoumon ke hain mua’amar hamare
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
funny teacher poetry in urdu
سنگ بے قیمت تراشا اور جوہر کردیا
شمع علم و آگہی سے دل منور کردیا
Sang be qeemat tarasha aur johar kardia
Shama ilm-o-agahi se dil munawwar kardia
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
ہر سحر جگاتا ہے جو آفتاب وہ تم ہو
روشن شب تاریک کا مہتاب وہ تم ہو
Har subah jagata hai jo aftab woh tum ho
Roshan shab tareek ka mahtab woh tum ho
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
برستے ہیں یہ ساون کی طرح پیاسی زمینوں پر
انہی کی فیض سے اجڑے چمن آباد ہوتے ہیں
Baraste hain ye saawan ki tarah pyaasi zameenon par
Unhi ki fazilat se ujre chaman aabad hote hain
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
رکھتے ہیں شہرعلم کی ہر راہ کو روشن
ہمیں منزل تک پہنچا کہ یہ کتنے شاد ہوتے ہیں
Rakhte hain shehr-e-ilm ki har raah ko roshan
Hamein manzil tak pahuncha ke yeh kitne shaad hote hain
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
سیرت فتح کرتے ہیں لوگوں کے دلوں کی
آپ ایسے سکندر ہیں جو لشکر نہی رکھتے
Seerat fatah karte hain logon ke dilon ki
Aap aise Sikandar hain jo lashkar nahi rakhte
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
school teacher poetry in urdu
اے دوستو ملیں تو بس ایک پیام کہنا
استاد محترم کو میرا سلام کہنا
Ae dosto miltay to bas ek paigham kehna
Ustaad Muhtarram Ko Mera Salam Kehna
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
آپ سے لفظوں کا نہیں روح کا رشتہ ہے میرا
اے استاد آپ ہر قدم پہ میرے رہنما بنے رہے
Aap se lafzon ka nahi rooh ka rishta hai mera
Ae ustaad aap har qadam pe mere rahnuma bane rahein
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
نہ جانے کیوں چلے ہو یک بہ یک چھوڑ کر دنیا
غموں میں ڈوبا ہے آج بھی تیرا لائق شاگرد
Na jane kyun chale ho ek bhi ek chhod kar duniya
Ghumon mein dooba hai aaj bhi tera laiq shagird
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
ترتیب دے رہا ہوں لفظ یاد کیلے
کا مل کہاں کہ لکھ سکوں استاد کیلے
Tartib de raha hoon lafz yaad ke liye
Ka mil kahan ke likh sakoon ustaad ke liye
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
تم نے سنوارا گلوں کی شگوفوں کو،خار کو
تم نے حیات بخشی ہے،فصل بہار کو
Tum ne saawara gulo ki shagufon ko, khaar ko
Tum ne hayaat bakhshi hai, fasl bahaar ko
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
teacher poetry in urdu text
روشنی بانٹتا پھرتا ہے سورج کی طرح
ڈوبتا ہے تو ستاروں کو جنم دیتا ہے
Roshni bantata phirta hai sooraj ki tarah
Doobta hai to sitaron ko janam deta hai
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
ان پڑہ تھا اور جاہل قابل مجھے بنایا
دنیائے علم و دانش کا راستہ مجھے دکھایا
Un parha tha aur jaahil qabil mujhe banaya
Duniya-e-ilm o danish ka raasta mujhe dikhaya
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
استاد کی مثال ایک چراغ کی طرح ہوتی ہے
جو دوسروں کو روشنی دینے کیلے خود کو جلاتا ہے
Ustaad ki misal ek chiragh ki tarah hoti hai
Jo dosron ko roshni dene ke liye khud ko jalaata hai
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦